22

Part 22

Lekin viraat uski kitni care kar rha hai, itni der mein viraat khana le kar aata hai. apne hatho se guari ko khilane lgta hai .guari pehli bite viraat ke muh mein dalti hai dono ek dusre ko khana khilate hai.

viraat guari ko daii maa ki pain wali dawai deta hai aur, usko aram ka bol kar, uske pass baith kar uska head rub karne lgta hai, guari ko jaldi hi neend aa jati hai. Jab woh so jati hai viraat apne kam per chala jata hai.

Guari viraat ke jane ke baad so jati hai. kyuki raat ki wajah se bahut thak chuki thi.jab dopher ko , uski ankh khulti  hai toh , usko ab kuch theek lag rha tha. ab uski body pain thek ho chuki thi .dawai ki wajah se ,woh fir muh wash karke niche jati hai.

usko yaad aata hai usko baba se viraat ke bare mein baat karni hai. woh baba ko dhundne lgti hai, lekin woh usse kahi nazar nhi aate fir, woh shanti kaki se puchti hai baba kaha hai. woh kehti hai woh apne kisi rishtedaar ke ghar gye hai. Woh puchti hai woh kab ayege toh kehti hai, 10-15 din baad aane ka bol kar gye hai .

guari sochne lgti hai ab woh kisse baat kare agar shanti kaki se puche toh, kahi woh viraat ko na bol de, aur woh gussa na ho jaye. Aur kya pta unko is bare mein kuch pta hai bhi ke nhi.  woh yeah soch rhi thi shanti kaki puchti hai ab, uski tabiyat kaisi hai.

guari kehti hai uski tabiyat ko kya hua hai. kaki kehti hai viraat baba keh rhe the, subah jab khana lena aye the ke guari ki tabiyat thek nhi hai .aur woh aaram kar rhi hai. guari kehti hai headache ho rha tha ab ,woh ab thek hai, fir kaki puchti hai usko koi kam tha , sahab se toh guari kehti hai nhi woh baba dikhe nhi ,toh isliye puch rhi thi.

shanti kaki kehti hai bahurani, ab khana kha lo .guari khana kha kar bhar garden mein aa jati hai. woh bahar baithi hoti hai ,toh shanti kaki bhi uske pass aa jati. hai woh dono kuch der baat karte hai fir, sham ke time ander chali jati hai.

shanti kaki chai ka bol kar kitchen mein jati hai guari bhar baithi bethak mein baith jati hai, tabi viraat aa jata hai guari kehti hai ap aa gye, woh kehta hai haan or uski tabiyat ke bare mein puchta hai. woh kehti hai woh ab thek hai woh usko bolti hai woh uske liye chai le aye toh, viraat kehta hai tum baitho kaki le ayegi.

itni der mein kaki viraat aur guari ki chai le aati hai.  Kaki kehti  hai usne viraat ki ghadi aati dekhi thi toh, usko pta lag gya woh aa gya hai.  isliye uski b chai le ayi.

kaki waha se chai de kar chali jati hai. dono chai pite hai.per viraat masti ke mood mein tha. Woh guari ki sari mein se haath dal kar uski waist pinch karta hai.jisse guari ki aaahh nikal jati hai. Fir woh pinch ki jagah rub karne lgta hai.

Aur uski neck per kiss karne lgta hai. Guari moan karke kehti hai,koi aa jyega.woh kehta hai koi nhi ayega, woh kehti hai room mein chalte hai. Yaha nhi, viraat uski baat maan leta hai. Dono room mein aa jate hai. Viraat room ko lock kar deta hai. Aur guari ki taraf jata hai jo ki, bed per baithi thi.

Write a comment ...

Write a comment ...